img
February 26, 2021 2.3 K

Wo Karam Chahe Naat Mp3 Download By Shahbaz Qamar Fareedi

Click Here To Download MP3

Wo Karam Chahe Naat Mp3 Download By Shahbaz Qamar Fareedi. Wo Karam Chahe Beautiful Naat MP3 Download By Shahbaz Qamar Fareedi in best audio quality.

Lyrics

Wo karam chahe jahan par bhi vahi karte hai
Faisale gumbade khazra ke makee karte hai

Jinpe karte hai inamat ki barish aqa
Unki kismat madine ki zamee karte hai
Faisale gumbade khazra ke makee karte hai
Wo karam chahe

 
Aao bimaron madine se shifaen lelo
Dard ko door shahe duniya o dee karte hai
Faisale gumbade khazra ke makee karte hai
Wo karam chahe
 
Yusuf e misr bhi talib hai usi jalve ke
Chakri unki haseenon ke haseen karte hai
Faisale gumbade khazra ke makee karte hai
Wo karam chahe
 
Dekha jab jalwa e jaana to pukari duniya
Dekh kar unko khuda ka bhi yakeen karte hai
Faisale gumbade khazra ke makee karte hai
Wo karam chahe
 
Baabe jibreel pe pahuncha to ye jaana Ajmal
Aake darbani yaha sidra nashee karte hai
Faisale gumbade khazra ke makee karte hai
Wo karam chahe