img
July 03, 2020 336

Qabu Main Nahi Rahte Jazbat Naat Mp3 Download By Syed Fasihuddin Soharwardi

Click Here To Download MP3

Qabu Main Nahi Rahte Jazbat Naat Mp3 Download By Syed Fasihuddin Soharwardi.Download naat audios,naat sharif,naat lyrics,naat mp3,bayan audio,bayan,bayan mp3,tilawat mp3.

Lyrics

Qabu mein nahin rehtay jazbat Madinay main
Lag jati hai ashqoon ki barsaat Madinay mein.

Aagosh e karam mein woh lelatay hain sahil ko
Aa jatay hain aisay bhi lamhat Madinay main.

Taiba ki zameen par kiya anwar ki barish hai
Taray say chamaktay hain zar’at Madinay mein.

Darbar e Muhammed mein hoti hai rasai jab
Bar jatay hain Zahil kay darjat Madinay main.

Uqba ki riyaz aisi kiya fiqr Madinay chal
Mil jaye gi bakhshish ki soghat Madine mein.

Taray say chamaktay hain zar’at Madinay mein.
Qaabu mein naheen rehtay jazbaat Madine main.