img
February 21, 2021 3 K

Madina Madina Har Sans Sy Ati Hai Naat MP3 Download By Zohaib Ashrafi

Click Here To Download MP3

Madina Madina Har Sans Sy Ati Hai Naat MP3 Download By Zohaib Ashrafi.Madina Madina Har Sans Sy Ati Hai Beautiful Naat MP3 Download By Zohaib Ashrafi in best audio quality.

Lyrics

Hai itni shadeed ab to tamanna e madina
Har sans se aati hai sada haae madina


Jaagun to isi dhun mein rahun raat gaye tak
So jaaun to khwabon mein nazar aaye madina

Mat aur kisi shaher ki rudad sunao

Shaida e madina hun mein shaida e madina

Makka tu bhi afzal hai magar itna batade
Har shaher se bad kar muje kyun bhaye madina

Ho jaae ata rakhte safar izne safar bhi
Ho jaae karam mujpe ab aaqa e madina

Khwahish hai ke ab jaake na lotun mein waha se
Nazish muje takdeer jo dikhlae madina..