img
March 08, 2021 9.9 K

Huzoor Meri To Sari Bahar Aap Se Hai Naat MP3 Download By Owais Raza Qadri

Click Here To Download MP3

Huzoor Meri To Sari Bahar Aap Se Hai Naat MP3 Download By Owais Raza Qadri . Huzoor Meri To Sari Bahar Aap Se Hai Beautiful Naat MP3 Download By Owais Raza Qadri in best audio quality.

Lyrics

Huzoor Mery To Sari Bahar aap se hai
Ma Beqarar ha mera qarar apse hai
 
Mery to Hasti hi kya hai mera gareeb nawaz
Jo mil rha hai mujha sara payar apse hai
 
Kahan wo Arz e Madina Khan mery Hasti
Ye Hazri ka sabab baar baar apse hai
 
Siyah qaar hun Aaqa Bari Nadamat hai
Qasam Khuda ke ye mera waqar apse hai
 
Mohabbaton ka sila kon esa seta hai
Sonahri Jaliyon ma yaar e Gaar apse hai
 
Huzoor apke yadon ma Ashq e Rahmat Hai
Ye Mery Aankh Zaya Ashq Baar Apse Hai..