FreeMP34

Faslon ko takalluf hai humse agar Ali Zafar Naat MP3 Donwload

Artist: Various Artist Page Views ( 277 )
Click Here To Download MP3 ( 74 )

Faslon ko takalluf hai humse agar ali zafar Naat MP3 Donwload. Faslon ko takalluf hai humse agar ali zafar Naat MP3 Donwload in best audio format.

About Various Artist

Freemp34.com is an attempt to promote Hamd, Islamic Lectures, Sufi Kalams, Quran Audios, Noorani Qaida, Masnoon Duain, Islamic Scholars and Naat e Rasool Sallallahu Alayhi Wasallam and much more.

Moulana Qari Ahmed Ali history, Moulana Qari Ahmed Ali 2019, Moulana Qari Ahmed Ali biography, Moulana Qari Ahmed Ali status, Moulana Qari Ahmed Ali full bayan, Moulana Qari Ahmed Ali full bayan download, Moulana Qari Ahmed Ali full bayan, Moulana Qari Ahmed Ali full bayan, Moulana Qari Ahmed Ali new latest 2019 full best bayan

Muhammad raza saqib mustafai history, Muhammad raza saqib mustafai 2019, Muhammad raza saqib mustafai biography, Muhammad raza saqib mustafai status, Muhammad raza saqib mustafai full bayan, Muhammad raza saqib mustafai full bayan download, Raza saqib mustafai full bayan, Maulana raza saqib mustafai full bayan, Allama raza saqib mustafai new latest 2019 full best bayan

 

Lyrics

Faslon Ko Takalluf Hai Hum Se Agar,
Hum Bhi Bebas Nahin Besahara Nahi.

Khud Unhi Ko Pukarenge Hum Door Se,
Raaste Mein Agar Paon Thak Jayenge.

Hum Madine Mein Tanha Nikal Jayenge,
Aur Galiyon Mein Kasdan Bhatak Jayenge.

Hum Wahan Jake Wapas Nahin Aayenge,
Dhoondte Dhoondte Log Thak Jayenge.

Jaise Hi Sabz Gumbad Nazar Aayega,
Bandagi Ka Kareena Badal Jaye Ga.

Sar Jhukane Ki Fursat Milegi Kise,
Khud Hi Palkon Se Sajde Tapak Jayenge.

Naam E Aaqa Jahan Bhi Liya Jayega,
Zikr Unka Jahaan Bhi Kiya Jayega.

Noor Hi Noor Seeno Mein Bhar Jayega,
Saari Mehfil Mein Jalwe Lapak Jayenge.

Ae Madine Ke Zaahir Khuda Ke Liye,
Daastaan E Safar Mujko Yoon Mat Suna.

Baat Badh Jayegi Dil Tadap Jayega,
Mere Mohtaat Aansoo Chalak Jayege.

Unki Chashme Karam Ko Hai Iski Khabar,
Kis Musafir Ko Hai Kitna Shauk-E-Safar.

Humko Iqbal Jab Bhi Ijaazat Mili,
Hum Bhi Aaqa Ke Darbaar Tak Jayenge.

Faslon Ko Takalluf Hai Hum Se Agar,
Hum Bhi Bebas Nahin Besahara Nahi.

Khud Unhi Ko Pukarenge Hum Door Se
Raaste Mein Agar Paon Thak Jayenge .
(Sallallahu Alaihi Wasallam)