img
July 03, 2020 831

Dar E Mehboob Naat Mp3 Download By Syed Fasihuddin Soharwardi

Click Here To Download MP3

Dar E Mehboob Naat Mp3 Download By Syed Fasihuddin Soharwardi.Download naat audios,naat sharif,naat lyrics,naat mp3,bayan audio,bayan,bayan mp3,tilawat mp3.

Lyrics

Dar e Mehboob se hat kar guzara ho nahi sakta

Yeh wo dar hai jis dar se kinara ho nahi sakta

Rahe gardish mein qismat ka sitara ho nahi sakta

Nabi ka nam lewa gham ka mara ho nahi sakta

Nahi hai payar jis ke dil mein kamli wale aqaa ka

Qasim Raab ka kabhi Raab ka wo piyara ho nahi sakta

Nazara mere ankhon ne kiya hai sabz gumbhad ka

Is se barh kar koi bhi nazara ho nahi sakta

Nabi ke astan ko chor don yeh kase mumkin hai

Main mar jayun ga lekin yeh gawahara ho nahi sakta

Dar e Mehboob se hat kar guzara ho nahi sakta

Yeh wo dar hai jis dar se kinara ho nahi sakta