img
March 05, 2024 2 K

Ae Sabz Gumbad Wale Naat MP3 Download By Shahbaz Qamar Fareedi

Click Here To Download MP3

Ae Sabz Gumbad Wale Naat MP3 Download By Shahbaz Qamar Fareedi. Ae Sabz Gumbad Wale Beautiful Naat MP3 Download By Shahbaz Qamar Fareedi in best audio quality.

Lyrics

Ae sabz gumbad wale manzoor dua karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna
Ae Noor e Khuda aakar ankhoon mein sama jana
Ya dar pe bula lena ya khawab main aa jana
Ae parda nasheen dil ke parde mein raha kerna
Jab waqt e nazah aye deedar aata karna
Aie sabz gumbad walay manzoor dua karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna
Main qabr andheri mein ghabraoon ga jab tanha
Imdaad meri karnay aajana meray aaqa
Roshan meri turbath ko aie noor e Khuda kerna
Jab waqt e nazah aaye deedar ataa karna
Ae sabz gumbad wale manzoor dua karna